Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJay Shri
HomeJay Shri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum ik bujhi shamma ki tarah tha jo dil mera devta ki aarti tha ban gaya diya ik bujhi shamma ki tarah tha jo dil mera devta ki aarti tha ban gaya diya aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum kya haseen khwaab nazar mein sanwar gaye har kadam pe jaise ujaale bikhar gaye kya haseen khwaab nazar mein sanwar gaye har kadam pe jaise ujaale bikhar gaye aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum pyaar ka suroor yahi bekhudi rahe pyaar ka suroor yahi bekhudi rahe iss nashe mein choor meri zindagi rahe aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum iltajaa yahi hai dil e beqaraar ki todnaa na dor kabhi mere pyaar ki iltajaa yahi hai dil e beqaraar ki todnaa na dor kabhi mere pyaar ki aap ki inayatein aap ke karam aap hi bataayein kaise bhoolenge hum aap ki inayatein aap ke
gaya andheraa hua ujaaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa toote dil kaa bandhaa sahaara chamka chamka subah ka taaraa saans khushi ki tan mein aai armaanon ne li angdaai jaag uthi ummiden saari jaag uthi taqdeer hamaari tumhe kisi ne door pukaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa murjhaai kali kyaa phir se khilegi murjhaai kali kyaa phir se khilegi khoyi huyi kyaa raahat milegi khoyi huyi kyaa raahat milegi kahin ye taaraa toot na jaaye subah ka saathi chhoot na jaaye aankhon mein reh jaaye nazaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gayi udaasi raunak chhaayi roshani ab jeevan mein aayi hansi khushi ka chhedo taraanaa naach uthe mann jhoome zamaanaa samaa suhaanaa pyaaraa pyaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua ujaaraa chamka chamka subah ka taaraa gaya andheraa hua
holi re holi rangon ki toli aayi tere ghar pe maston ki toli mukh na chhupaaa o rani saamne aa holi re holi rangon ki toli aayi tere ghar pe maston ki toli mukh na chhupaaa o raja saamne aa lai lalai lalai lalai are lai lalai lalai lalai jaan na pehchaan are main tera mehmaan haaye re jaan na pehchan are main tera mehmaan kaahe maari pichkaari tune beimaan haaaaaaa aha haye re aha haye re aha haye re haye jaan na pehchaan are main tera mehmaan kaahe maari pichkaari tune beimaan phagun ki bahar ik sharmili naar nahin samjhe ye pyaar ki boli lahila lahila lahila lahila lahila lahila la holi re holi rangon ki toli hey aayi tere ghar pe maston ki toli mukh na chhupaaa o raja saamne aa phekun main gulaal ke daalun rang laal haaye re phekun main gulaal ke daalun rang laal aage aage raadha daude peechhe nand laal hooooo aha haye re aha haye re aha haye re haye haaye re phekun main gulaal ke daalun rang laal aage aage raadha daude peechhe nand laal kaahe kare tang main na
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm katte hain dukh mein ye din pehlu badal badal ke rehte hain iss dil ki dil mein armaan machal machal ke katte hain dukh mein ye din tadpaayega kahaan tak aye dard e dil bataa de ruswaa kahin naa kar de aansun nikal nikal ke katte hain dukh mein ye din yeeee khaak par jo chamke zarre na inko samjho phenka gaya hai dil ka phenka gaya hai dil ka insaan kuchal kuchal ke katte hain dukh mein ye din ulfat ki thokron se ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil ulfat ki thokron se aakhir naa bach saka dil jisne kadam uthaaye humne sambhal sambhal ke katte hain dukh mein ye din
man gaye man gaye wo tarana jise sunke aa jana man gaye wo tarana jise sunke aa jana saathi aana mujhe dil se lagana dekho jhumen ye zamana zara tum bhi chale aana man gaye mehfil rang bhari raat bhi umang bhari tere liye solah singaar kiye maine o o oo mehfil rang bhari raat bhi umang bhari tere liye solah singaar kiye maine abhi aana mujhe yun na bhulana kehta hai dil diwana zara tum bhi chale aana man gaye aa aa aa oo oo oo tum ko pyaar karun jaan bhi nisar karun aaja mere meet main raah dekhti hoon oo oo oo tum ko pyaar karun jaan bhi nisar karun aaja mere meet main raah dekhti hoon aji aana chahe kuchh bhi na lana mere dil ko na dukhana zara tum bhi chale aana man gaye dil ki baat rahen pyaar ki yaad rahen koi bhi ho manzil chhood ke aa jana oo oo oo dil ki baat rahen pyaar ki yaad rahen koi bhi ho manzil chood ke aa jana jaldi aana wada bhool na jana dekho wada tum nibhana zara tum bhi chale aana man gaye wo tarana jise sunke aa jana saathi aana mujhe dil se
ayee naach meri jaan fataa fat o fat naach meri jaan fataa fat o fat baat meri maan fataa fat o fat baat meri maan fataa fat ye zamaana ye tarana naya fataa fat ye zamaana ye tarana naya fataa fat naach meri jaan fataa fat o fat baat meri maan fataa fat o fat dekho dekho dekho dekho naye dance ka namuna dekho dekho dekho dekho naye dance ka namuna kabhi main tumhen chhoounga kabhi tum mujhe chhoona kabhi main tumhen chhoounga kabhi tum mujhe chhoona mujhe chhoo mujhe chhoo hey mujhe chhoo mujhe chhoo mujhe chhoo mujhe chhoo mujhe chhoooooooo naya taal nayi taan fataa fat o fat naach meri jaan fataa fat o fat baat meri maan fataa fat o fat naach meri jaan fataa fat ye zamaana ye tarana naya fataa fat ye zamaana ye tarana naya fataa fat thandi thandi thandi thandi iss ret ka bichhona thandi thandi thandi thandi iss ret ka bichhona khelen pyaar waala khel le ke dil ka khilona khelen pyaar waala khel le ke dil ka khilona i love you i love you i love you i love you i
paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye dekhooo thandi thandi aag ye sataaye aayeeeee aa ke koi aag ye bujhaaye jali main jale dil jala jaaye haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya aayaa kal koi sapnon mein aaya aa keee aa ke mujhe us ne jagaaya bola main tere liye aaya hoon haaye re paani mein jale paani mein jale mera gora badan paani mein mere badan ki jwaala se lehron mein dekho kaisi laagi agan laagi agan paani mein paani mein jale paani mein
saajan ye mat jaaniyo tu bichhde nahin chain jaise jal bin maachhali tadpat hoon din rain patta toota daal se le gayi pawan udaay ab ke bichhde kab mile door pare hain jaay piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer hriday mein agni sulgi nainan se barse neer mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer laakh jatan kar haar gaya soojhe na koi tadbeer meri rooth gayi takdeer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer kaise door karun ye doori samjh nahin main paati ji oooo kaise door karun ye doori samjh nahin main paati jo main hoti ban ki chidiya pankh laga ud aati udne lage thi ud na saki kismat ne maara teer piya kaise milun tujhse mere paaun padi janzeer duniyaa se hai kya shikwaa meri rooth gayi takdeer phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya ji oooo phool mile kam kaate jiyaada beej ye kaisa boya maalik tere jag mein jisne pyaar kiya wo roya aasoo ke rang mein
sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wo haseen chand raat yaad kar tune jo kahi thi baat yaad kar wada wo pyaar ka kaise doon main bhula tu bhi pehli mulaqat yaad kar sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi jo bhi shaam aayi dil dukha gayi kitni baar chandani jala gayi kar ke koi jatan ab to aaja sajan mora mane na mann main ghabara gayi sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri preet saajna aaja re aaja re kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu kya bahar jab talak na aaye tu chand kya agar na muskuraye tu mori khoyi nazar tujhe dhunde sajan jab talak laut kar aa na jaye tu sunle mere payalon ke geet saajna aa bula rahi hai meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Inayatein Vandana (1975) 05:19 20064
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri, Durga Khote
Duration : 05:19   Song Number : 20064   

Gaya Andhera Hua Subah Ka Tara (1954) 03:23 14287
 
Poster of Subah Ka Tara (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Jay Shri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Hinch, Dadra Tal
Duration : 03:23   Song Number : 14287   

Holi Re Holi Paraya Dhan (1971) 05:11 32460
 
Poster of Paraya Dhan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya, Jay Shri Talpade
Duration : 05:11   Song Number : 32460   

Katte Hain Dukh Mein Parchhain (1952) 03:20 13921
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 03:20   Song Number : 13921   

Man Gaye Wo Tarana Chalaak (1973) 04:38 12956
 
Poster of Chalaak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri
Duration : 04:38   Song Number : 12956   

Naach Meri Jaan Main Sundar Hoon (1971) 05:00 13654
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mehmood, Jay Shri Talpade
Duration : 05:00   Song Number : 13654   

Paani Mein Jale Munimji (1972) 03:58 32120
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Jay Shri Talpade, Anil Dhawan
Duration : 03:58   Song Number : 32120   

Piya Kaise Milun Saranga (1960) 04:39 12477
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar, Sudesh Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 12477   

Sunle Mere Payalon Ke Sasural (1961) 04:14 12479
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Shri Gadkar
Duration : 04:14   Song Number : 12479   
Karaoke Songs of jay shri, Sad Songs of jay shri, Love Songs of jay shri, Dance Songs of jay shri, Hip-hop songs of jay shri, Best songs of jay shri, Super hit songs of jay shri, hit songs of jay shri, duet songs of jay shri, solo songs of jay shri, old songs of jay shri, famous songs of jay shri, Hindi Karaoke Songs of jay shri, Hindi Sad Songs of jay shri, Hindi Love Songs of jay shri, Hindi Dance Songs of jay shri, Hindi Hip-hop songs of jay shri, best Hindi songs of jay shri, super hit Hindi songs of jay shri, hit Hindi songs of jay shri, duet Hindi songs of jay shri, solo Hindi songs of jay shri, old Hindi songs of jay shri, famous Hindi songs of jay shri, Sing Along Songs of jay shri, Sing Along Sad Songs of jay shri, Sing Along Love Songs of jay shri, Sing Along Dance Songs of jay shri, Sing Along Hip-hop songs of jay shri, Sing Along Best songs of jay shri, Sing Along Super hit songs of jay shri, Sing Along hit songs of jay shri, Sing Along duet songs of jay shri, Sing Along solo songs of jay shri, Sing Along old songs of jay shri, Sing Along famous songs of jay shri